बुधवार, 18 मई 2016

Blogging ek aysa tarika hai. jise start karne me ek rupees bhi kharch nahi hota. or isse paise kamane ka koi bhi hisab nahi hai. isme hume apne interst ke hisab se post karni hoti hai. jab bhi koi humare blog ko open karta hai to humari income hoti hai. ye tarika meri pasand me no.1 par hai.
1. free blog start karne ka ye bahut hi acha tarika hai. apni free website banane ke liye yaha click kare
2. agar aapkp website, blog ki puri jankari chahiye to yaha click kare

Blogging Se Kamayi Kaise Hogi?

jab aapke blog per 400-500 viewers hone lag jayenge to google aapko $0.03 se $0.10 tak paise dega. or sabse badi bat aapki income doller me hogi. or aaj 1dollar=67rupees hai. ab aap pata laga sakte hai ki agar aap ro $20 bhi kama le to aapki daily ki income hogi 1340 rupees.

Blogging Se Kamaye Paise Kaise Milte Hai?

iske liye ek adsense account banana padta hai. jab adsense account me humari income $100 dollar ho jati hai to hum use apne bank account me transfer kar sakte hai. Adsense account banane ke liye yaha click kare. or agar aap adsense account ke bare me puri jankari chahate hai to yaha click kare.

कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें